Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics: Mere Samne Wali Khidki Mein is an old Hindi film song from the movie Padosan(1968) starring Sunil Dutt, Saira Banu, Mehmood and Kishore Kumar as lead actors. The Mere Samne Wali Khidki Mein lyrics were written by Rajendra Krishna, sung by Kishore Kumar and music composed by Rahul Dev Burman.

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics - PadosanSong Credits
Movie: Padosan
Singer: Kishore Kumar
Song Lyrics by: Rajendra Krishna
Music by: Rahul Dev Burman
Starring: Sunil Dutt
Music Label: Saregama

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics in Hindi

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रहता है

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

[Music] जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमा जलाना भूल गए
जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमा जलाना भूल गए

दिल थाम के ऐसे बैठे हैं
कहीं आना जाना भूल गए
अब आठ पहर इन आँखों में
वो चंचल मुखड़ा रहता है

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

[Music]

बरसात भी आकर चली गयी
बादल भी गरज कर बरस गए

बरसात भी आकर चली गयी
बादल भी गरज कर बरस गए

पर उसकी एक झलक को हम
ऐ हुस्न के मालिक तरस गए
कब प्यास बुझेगी आँखों की
दिन रात ये दुखड़ा रहता है

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रहता है

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है|

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics in English

Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Afsos Ye Hai Ke Vo Hamse
Kuch Ukhda Ukhda Rehta Hai

Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

[Music]

Jis Roz Se Dekha Hai Usko
Hum Shamaa Jalaana Bhool Gaye

Jis Roz Se Dekha Hai Usko
Hum Shamaa Jalaana Bhool Gaye

Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain
Kahin Aana Jaana Bhool Gaye

Ab Aath Pahar In Aankhon Mein
Vo Chanchal Mukhda Rehta Hai

Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

[Music]

Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye

Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye

Par Uski Ek Jhalak Ko Ham
Ai Husn Ke Maalik Taras Gaye

Kab Pyaas Bujhegi Aankhon Ki
Din Raat Ye Dukhda Rehta Hai

Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Afsos Ye Hai Ke Vo Hamse
Kuchh Ukhda Ukhda Rehta Hai

Mere Samne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai.